Friday, July 20, 2012

chicken red karhai



Ingredients:

Chicken 1 1/2 kilo

tometo cubes cut 1 kilo

hari mirch 7

haldi half tsp

black paper 1tbsp

lal mirch 1 tbsp

Salt as requered

Oil 2cup

shan methi 3 tbsp

 



Method:
Sab se phele ek pan main oil lain or us main tometo dal kar mash kar lain jab tometo mash ho jain to us main haldi,lal mirch powder,black paper,salt,hari mirch dal kar bhoon lain jab ye achi tarhan bhoone jaye to is main chicken dal ke 30 min
pakka lain jab chicken pak jaye to us main methi dal kar 5min tak thora or pakka lain phir chola band kar dain or chicken red karhai ko ek dish main nikal kar us ke upar hara dhaniya dal kar garam garam roti ya nan ke sath serve karain....

No comments:

Post a Comment